तन्हाई
10 Poems
2015 · 2015-11-04WAFA
Wafa Dushwar Nahi itni, Nibha Lete Hain Nibhane wale, Lot Kar Nahi Aate Aksar Rooth Kar Jane wale, Phir Shaam Doob Jati Hai, Drd-e- Tanhai Main, Or Chhup Chhup Kar R
2015 · 2015-11-25Sauda...
Hawa Ke Saamne Ab Ye Tamaasha Kyun Kiya Jaaye? Bikharney Ke Liye Phir Khud Ko Yakja Kyun Kiya Jaaye? Kare Kuch Tajzia In Ka, Sabab Samjhein Zara In Ke Safar Khwabon
2017 · 2017-09-30Baarish
Baarish... Aaj bohot din baad suni hai barish ki aawaz Aaj bohot din baad kisi manzar ne rasta roka hai Rim Jhim ka malboos pahan kar yaad kisi ki aayi hai Aaj bohat
2020 · 2020-01-06अकेले
kis qadar sīdhā, sahal, saaf hai rasta dekho na kisī shāḳh kā saaya hai, na dīvār kī Tek na kisī aañkh kī āhaT, na kisī chehre kā shor duur tak koī nahīñ, koī nahīñ,
2020 · 2020-01-23मुमकिन न था…
अख़लाक़-ए-इश्क़ जो कर बैठे कुछ इस क़दर… रुसवाइयों का ये सहारा… अब मुझे मुमकिन न था… ये जो हसरतें हैं मेरी, दबी जा रही हैं… इन्हें मरते हुए देखना… अब मुझे मुमकिन न था
2020 · 2020-01-30क्योंकि...हम लड़के भी घर छोड़ जाते है...
जो कभी अंधेरे से लड़ते थे वह आज उजाले से डरने लगे है। जो हमेशा अपने बहनों से लड़ते थे वह आज चुप रहने लगे हैं। खाने में भाई-बहन से लड़ने वाले आज कुछ भी खा लेते है। क्यों
2020 · 2020-01-30बेटे भी घर छोड़ जाते हैं...
“हर उस बेटे को समर्पित जो घर से दूर है” बेटे भी घर छोड़ जाते हैं जो तकिये के बिना कहीं…भी सोने से कतराते थे… आकर कोई देखे तो वो…कहीं भी अब सो जाते हैं… खाने में सो नख
2020 · 2020-02-01JEENA...
Bahut Ruk Ruk ke Chalna Pad raha hai... Ye Sasta bahut Mehanga pad raha hai... Tumhare sath jeena chahta tha... Tumhare bin jeena pad raha hai...
2020 · 2020-02-05Kaho Kisko Batao Ge...
Kabhi Jo Hum Nahi Honge Kaho Kisko Batao Ge Wo Apni Uljhanay Sari Wo Bechaini Mei Doobay Pal Wo Ankhon Mei Chupay Ansu Kise Phir Tum Dikhao Ge Kabhi Jo Hum Nahi Hong
2020 · 2020-02-07Soye Nahi...
Palko Ke Kinare Humne Bhigoye Nahi Wo Samjhte Rahe Hum Roye Nahi… Wo Puchte Hain Tum Khwabo Main Kise Yaad Karte Ho Hum Unhe Kaise Bataye Ki Hum Barso Se Soye Nahi…